- ” Eid ki Dua Sab Dostoon K Lieye “
- ” Eid ki Dua Sab Dostoon K Lieye ”
- Saarey Jahan ki Khushiyaan uska Naseeb Karday,
- Hansta rahey Sada woh Ussey khushnaseeb karday,
- Kabhi Dil na uska Tootey Kabhi Chot (Zakham) na Woh khaaye,
- usko Wafa kYa RAB Itna Kareeb Karday,
- Us k Laboon pay ya RAB Sada hon Muskrahatain,
- Kismat mey uski Hansna Mere Habib Karday,
- Chal kar Jahan bhi JaayePhoolon k raastey hon,
- Manzil Har Khushi ki us k Kareeb karday,
- .DIL Mera Ab Tak Kahan Mutmaeen Huwa Hey!,
- us K Dukhoon ko Ya RAB Mera Naseeb Karday.