Eid Mubarik

Jub tuk yah zamin rahe asman rahe hushian tuje naseeb hon, tu jahan rahe sajti rahe unhi teri phulon ki anjuman, chamne bahar teri Be hazan rahe, Eid Mubarik

- Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Happy Eid Day

Leave a Reply