- gaye baras ki eid ka din bhi kia acha tha
- gaye baras ki eid ka din bhi kia acha tha
- chand ko dekh kay uska chehra dekha tha
- dua kay be awaaz ,ulwohi lamhon main
- woh lamha bhi kitna dilkash lamha tha
- hath otha kay jab ankhon hi ankhon main
- usne apne rab se mujh ko maanga tha