Archives
Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the
APKI ek muskhurahat ne hamare hosh uda diye
Ek naya mausam aaj phir aaya hai
Aaj phir kisi ne aankhon se ashk bahaaya hai
Chhup gaye aansoo aaj phir baarish mein
Dil mein phir gham ka sailaab aaya hai
Chhupaaye chal diye hum toh baarish mein
Koi hamein kabhi kya samajh paaya hai
Aansoo ban kar aayi yaad jo teri
Ussi yaad ne hamein hansaaya hai
Bas kaash agar saath hote [...]
Ek sapna,Ek soch,Ek hakikat ho tum,Dosti me padne,waali har zaroorat ho tum,Jisko roz 1 sms Karne ko dil kare,Arey dost ajeeb museebat ho tum
Har raah ek nayi manzil hai,kadmo ko sambhaalne main mushkil hoti hai,
dost agar saath na de to dhoop main to kya chaaw main bhi chalne main mushkil hoti hai
Dil se ek dua karte hain,sab khush rahe ye faryaad karte hai,
dil se chalo ek eahad karte hain,un kadwi yadoon ko,un bemaqsad batoon ko,sacche dil se bhoola kar,apnon ko gale laga kar,hum naye dastoor banaenge,hum yoon nayaa saal manaenge…..